Teri yaadon me khoye rehte hai
Kabhi jaage kabhi soye rehte hai
Kabhi hanstein kabhi roye se rehte hai
Yaadon me doobe hai tuhari
ye kissi se na kehte hai
Bas har waqt teri yaadon me khoye rehte hai
Is kadar ham unki mohabbat me kho gaye
Ki ek najar dekha aur bas unhi ke ham ho gaye
Aankh khuli to andhera tha, dekha ek sapna tha
Aankh band ki aur, unhi sapno me phir so gaye
Din tere khyaal me gujar jaata hai
Raat ko bhi tera hi khyaal aata hai
Kabhi-kabhi ye khyaal is kadar badh jaata hai
Ki aaine me bhi tera chehra nazar aata hai
Najar jhuki to paimaane bane
Dil tute to maikhaane bane
Kuch na kuch to jaroor hai aap me
Yun nahi ham aapke deewaane bane
shy2:
Har ek manzar par udasi aayi hai
Chand ki roshni mein bhi kuch kami aayi hai
Akele ache the hum apne ashiyane mein
Jaane kyun laut kar aaj phir teri yaadein aayi hai
Hathon ki lakiron mein kismat hoti hai
Milna aur bhul jana logo ki fitrat hoti hai
Bikharta to har koi hai dard me
Magar ghum bhulana insaan ki jarurat hoti hai
heart: